Skip to main content

Posts

Life

Recent posts

PURPOSEFUL LIFE

Purposeful life Apne life ko ek purpose de.Kyunki bina purpose ke life me aisa feel hota hai jaise mere hone ya na hone se life me koi phark nahi padta.Isliye life ko ek purpose de jo aapke hone ka wajud bane jo aapke jeene ka wajud bane.Kyunki bina purpose ke koi person jaise pathar ho jo ek gadhe me hai jiska koi kaam nahi bas pada hai.                                              Purpose hone ke liye aapko goal banane honge jisko karne me aapko sabse achha lagta hai.                                                                             Jisko karne ke liye aap mare na rahe ho.chahe wo kuchh bhi achha kaam kyu na.Kyu na gay palna ho,kheti karna ho,School me top karna ho isliye apn...

DESIRE:-The key of future

Desire ek aisa jadu hai.Ye unke life me hota hai jo desire(iksha) rakhte hain.kyunki agar aap koi desire hi nahi rakhenge to kuchh hoga hi nahi jo aap chahenge.                             Isliye agar aap sochenge,aisa mere life me hona chahiye,main itna Amir banu jis se meri aarthik condition sudhar jaye aur me ek Amir person ban jau.To sochiye ,likhiye aur apne awchetan man tak ye sandesh pahuchaye ki aap apne future kaise rahna chahte hain,kitna kamana chahte hain .                   Ye desire hamare jiwan me ek jadu ki tarah kaam karta hai jaise agar aap soch rahe hai ki main class ka topper banu,To agar aap sochenge tabhi to hamara mind waisa sochega ki hmae topper banane ke liye kya karna chahiye.                                     Main aapko ek chhoti si kahani batata hu mea ek...

SILENCE:The power of nice guy

अगर आप अपनी आंतरिक शांति और खुद को पाना चाहते हैं। तो आप अपने जीवन में एक और आदत जोड़ लें क्योंकि यह आदत अत्यधिक प्रभावी है। वैसे तो सभी आदतें प्रभावी होती हैं। लेकिन, आप इसे दैनिक जीवन में उपयोग करते हैं और इस आदत के परिणाम देखे हैं। हर कोई अपनी हिम्मत और भावना दिखाना चाहता है लेकिन वह व्यक्ति जिसकी यह आदत है। उसका अपना दृष्टिकोण और भावना है और जीवन में अलग-अलग युगों में उनका प्यार है और उनके जीवन की अलग-अलग सोच शक्ति है। उनके जीवन में हर रोज चमत्कार होते हैं।                                                                   ए जो व्यक्ति कम बोलता है वह दूसरों की तुलना में अधिक आकर्षक और खुश होता है। वैसे भी, लोग कम बोलने वालों को पसंद करते हैं क्योंकि वे बोलने में आत्मविश्वास रखते हैं क्योंकि वह कम बोलते हैं।                             लेकिन...

LIMIT: The limitless life

Limit ek aisi habit hai,ji ha main habit keh raha hu kyunki limit ek habit hai.Aur is habit banane me aapko apne mind par control karna aana chahiye.Is se ap apne life ko control kar sakte haI.Mere kehne ka matlab hai aap jo bhi karte hai apne daily ke life me apne life use aap control karna hi limit hai.                                         Matlab ki aap koi bhi kaam utna hi kare jitna karna aapke liye sahi hai,usko utne me rok dena ye hai limit.example se samajhte jaise man lijiye aap game khel rahe hai ,book padha rahe hain ya aap tv hi kyun na dekh rahe hai sab chij kijiye par utna hi kijiye jo aapke liye sahi ho ,jo aapke liye utna hi maine rakhata ho jitna karne se aapke life me aapke liye wo disadvantage na bane.To ye hai limit.        Jo aapke life me aapko, apne aapko control karne me mada karta hai. Is habit ko banane me kai din,kai mahine,kai ...

SUBCONSCIOUS MIND

Ye koi nayi baat nahi hai jiske bare me aap nahi jante aap sab log  ye jante hain ki subconscious mind kya hota hai. To jo nahi jante hain unke liye,Subconscious mind jise awchetan man kahte hain.To dekhiye Hamare pass do tarah ke mind hote hain pehla chetan man aur dusra awchetan man.chetan man jise hum hamesha use karte hain apne daily life me par awchetan man jise hum apne andar shakti,ya jise ham keh sakte hainapne andar ki aisi urja jo hame ashambhaw kaam karne ki shakti deta hai.Jiase hota hai na jab ham kisimushibat me rahte hai aur hamare andar se awaj aati nahi tu haar nahi maan sakta tujhe karna hi hoga.use kehte hai apne awchetan man ki shakti. Ye shakti hamare andar tabhi aayegi jab ham dhyan lagayenge ,mere kehne ka matlab hai bina brahamcharya ke aap apne awchetan man ki shakti ka upyog kar hi nahi shakte use aap pa hi nahi sakte chahe aap kitna hi dhyaan kyu na lagaye.Iska matlab ye nahi ki jo person no-veg khata hai uske liye posible hai hi nahi.posible hai ,non-veg...

A PERPOSEFUL PEACE

  Ye jo baat main batane ja raha hu wo ek aisi baat hai jo sabke liye jaruri hai ek achhe aur khooshi jeevan ke liye .Ha aap sahi samjh rahe hain main baat kar raha hu shanti ki jise main kehta hu "know about youself" ye sach baat hai jab tak aap apne bare me nahi janenge tab tak aapko shanti nahi milegi. Apne bare me jan ne ka matlab hai apne awchetan man ko jan-na.Ji sahi suna AWchetan man jo hame sare  problem se chhutkara pahuchata hai.jis se sari problem chhumantar ho jati hai. aap chahe kitne hi paise kyun na kama le aapko shanti tabhi milegi jab aap satisfy honge apne life se .aur satisfy tabhi honge jab aap apne hone ke purpose ko janenge. Purpose Aap Soch rahe honge ye shanti kebich me purpose kaha se aa gaya ji apne life ke purpose ko janiye jab taka aap apne hone ka purpose hi nahi janenge tab tak aap shanti pa hi nahi sakte. aapke life ka shidha sa purpose hai apne aane wale generation ko disha dena aur apne life ko ek purpose dena.         Isli...